Pehla Tantra Bhag 8 - Singh Aur Chatur Khargosh
Iss episode mein hum janenge ‘Bhasurak’ naam ke singh ke bare mein, jahan hum sunenge uske raja hone ki wajah se jungle ke sabhi janvar ko pareshna karne wale swahav ke bare main. Aakhir kaun tha weh janvar jisne bachaya baki janwar ki jaan jane se? Aur kis taraj se hui Bhasurak ki maut? Janane ke liye sunein iss episode ko end tak sirf “Audio Pitara” par.
Stay Updated on our shows at audiopitara.com and follow us on Instagram and YouTube @audiopitara.
Credits - Audio Pitara Team
Learn more about your ad choices. Visit megaphone.fm/adchoices
Complete Panchatantra : Pehla Tantra (Mitrabhed)
Prastut karte hain “Sampoorna Panchtantra” jo ki likhi gayi hai bahut hi mashoor lekhak “Vishnu Sharma” ke dwara, aur jismein aawaz diya hai “Rhicha Vyas” ne. Toh taiyaar ho jaiye ek jadui yatra ke liye jahan hain bahut sari interesting kahaniyan, aur sath hi sath gyan aur manoranjan bhi. Toh der kis baat ki,abhi shuru kariye sunana “Sampoorn Panchatantra” sirf “Audio Pitara” par sunana zaroori hai. #audiopitara #sunnazaroorihai #panchatantra #stories #magical #characters #knowledge #entertainment #audiobook #hindibook
- No. of episodes: 23
- Latest episode: 2023-07-14
- Arts Religion & Spirituality Books Hinduism